Monday, July 4, 2011

...Dil se...

While i am at my next short story, thought i would post some shayaries i composed for my beloved one:

Tujhse hi meri har khushi ab to,
bin tere na kuch chain mile is dil ko,
har lamha tujhe yaad karte rehte hain,
mere dil ki ye pukar, tum ab to sun lo,
ab to sun lo tum, mere dil ki pukar,
tumse hi to hai mere dil ka karaar,
chalo ab tum kuch to ishara kar do,
ke tumhari taraf se hai inkaar ya ikraar?

------*---------------*----------------*----------
pyaar tumhe main kitna karta hoon,
kabhi lafzon me ye na keh paoon,
bas ye jaanle meri jaaneman,
tere bin ye zindagi na jee paoon.

------*---------------*----------------*----------
Jab tumhara naam cell pe dikhta he,
aisi khushi ki leher dodti hai dil pe,
msg ko baar baar padhne ko dil kare,
msg na aaye ko rone ko ye dil kare.

------*---------------*----------------*----------
Din raat mere khayalon me ho tum,
aise hi kahi ho na jaun me gum,
yaad karte rehta hoon waqt jab saath the hum,
jitne bhi pal bitaye saathme, sab lagte he kum.

------*---------------*----------------*----------
meri jaaneman ki main kya tareef karoon,
uske roop ka main kya misaal doon,
lafzon me na sama paye uski khubsurti,
kisiki nazar na lage, bas yehi dua karoon.

------*---------------*----------------*----------
khubsoorti ka vo ek misaal hai,
chaand nahi usme bhi to daag hai,
nazar jab pade to hat ti hi nahi,
tamanna meri ek khilta gulaab hai.

------*---------------*----------------*----------

** Copyrights Reserved (informally) ;).

Monday, May 16, 2011

The Story Writer Series - Last Part

...Continued From here...

until fine day, when the thought of writing something sinister overwhelmed me.
This request of mine was met with raised eyebrows in my clan and was finally granted to me with 3 conditions in place.

1. I would no longer be a member of the clan and relinquish the clan’s magical powers
2. I could neither create nor destroy characters. I would have to use only the characters produced by the clan.
3. The clan would have authority to add to my story such that it rewards the character if he performs a good/desirable action.


At that time, my mind was so consumed by the thought of writing something out of the ordinary that I accepted the conditions without any deliberation. And here I am now – still unable to steer the story in the direction I want.